Main kavi hoon nahi
.
ho jata hoon,
.
jab kuch dil ko chhu jata hai,
.
ya dil mein dard paida kar
.
jata hai,
.
likh deta hoon
.
wo Kavita ho jati hai,
.
tab main kavi ho jata hoon.
.
Main hoon nahi
.
ho jata hoon.
.
main kabhi kabhi patthar ho
.
jata hoon,
.
jab kisi ke dukh mein ro nahi
.
pata to
.
patthar ho jata
.
hoon.
.
main hoon nahi
.
ho jata hoon.
.
kabhi kabhi moum ho jata
.
hoon,.
.
jab kisi ke dard me pighal
.
jata hoon to moum ho jata
.
hoon .
.
main hoon nahi
.
ho jata hoon.
.
main kabhi kabhi murda ho
.
jata hoon
.
jab akrd jata hoon to
.
murda ho jata hoon.
main hoon nahi
.
ho jata hoon
..
pata nahi kyun par kabhi
.
kabhi bomb ho jata hoon,
.
jab gusse me phat jata hoon
.
to bomb ho jata hoon.
.
main hoon nahi
.
ho jata hoon.
.
pata nahi kyun ho jata hoon,
.
main hoon nahi
.
ho jata hoon
.
kyo ho jata hoon............
------------------------------
* Achhaa he Achhaa hoga *
Achha socho
.
achha bolo
.
achha suno
.
achha kro
.
achha dekho
.
achha he milega.
.
andhera chahe kitna ghanaa
.
suraj niklega andhera
.
chhantega,
.
ujala hoga .
gulaab khilta hai kaanto
.
mein .
.
or
.
keechard mein kamal bhi
.
khilegaa.
.
achha krengey to achha
zarur milega.
.
aaj nhi to kl milega atal
********************